Maine mohobbat se mohabbat ki magr Meri mohabbat ne use mohabbat na samjhi To humara kya tha Humne bhi unse bade nazakat se Aysi nafrat ki ki nafrat bhi kam pad gayi Ashish Kumar The penman
Tum soch lena mein Samjh luna Tum likh dena mein Pad lunga Agar tabhi ho koi saq Iss Aashiq ki Aashiqui pe To besaq Apne kadmo tale Masal dena Ashish Kumar The penman