Bhid se alag ab akele rehne laga hu
Koi sunne ko na mila
Toh likhne laga hu
Apne mann ki baaton ko
Shabdon me pirona laga hu..
Ab kisi ki bhi kya zarurat
Kalam dawat se yaari hai meri
Aur kehne lage saare yaar
Ab chup sa rehne laga hu..
Ashish Kumar
The penman
Comments